Musafir Hoon Yahan Se Kal Chala JaungaMusafir hoon yahan se kal chala jaunga mainJaane kis kis rahguzar ki thokren khaunga mainChalte chalte thak gaya hoon khoob sone do mujheAansuon se zindaghi ke daagh dhone do mujheAish o isharat apna khota hoon toh khone do mujheZindaghi ki khoj mein paagal hone do mujheKyunkiMusafir hoon yahan se kal chal jaunga main
Hum To Hain MusafirHum to hain musafirNa ghar na thikanaNa manzil na aashiyanaNa koi apna na beganaThaam ke tanhaion ka haathKar ke akelepan se baatChalta hun gumnaamMain shayar badnaam
Mit mit ke Musafir ne basaya hai tujheMit mit ke musafir ne basaya hai tujheSabse munh pher kar munh dikhaya hai tujheTujhse kyun na main lipat kar soun e-kabaMaine bhi to aakhir jaan de kar paaya hai tujhe